Sajan Ghar Aana Tha
Sajan Ghar Aana Tha,
Sajan Ghar Aaye Hai.
Piya Mann Bhana Tha,
Piya Mann Bhaaye Hai,
Har Khushi Hai, Ab Tumhari,
Mujhe De Do Gum,
Jaaneman Jaaneman.
Zindagi Mein Aaye Tum Chaahaton Ke Raste,
Kaash Yeh Raste Sanam Kat Jaaye Haste Haste,
Sone Dildara Tere Pyar To Main Vaariyaan,
Meri Ya Duvaawa Tainu Lag Jaave Saariyaan,
Chaand Ho Tum, Chaandani Se Bheega Jaaye Mann,
Jaaneman Jaaneman.
Khwaabon Ke Is Ghar Ki Khair Kariyo Rabba,
Door Talai Kalash Aur Bair Kariyo Rabba,
Naazo Se Badi Maine Kari Hai Taiyariya,
Din Raat Pyar Diya Nazara Utariya,
Yeh Muhobbat, Hai Ibaadat,
Kabhi Ho Na Kam,
Jaaneman Jaaneman.
Aa Aaghosh Mein Meri, Zulf Sawaru Teri,
Chahat Ke Rangon Se Main Maang Sajadu Teri,
Maahiya Ve Aaj Mainu Aaive Kyun Ve Lagda,
Aashiq Je Sachha Hove Roop Honda Rab Da,
Ham Yahaan Hai, Tum Yahaan Ho, Hone Do Milan,
Jaaneman Jaaneman.
kinza khan says:
nice song i like tins song