For You Deep…
Kahi to.. kahi to
Hogi wo,
Duniya jaha tu mere saath hai..
Jaha mei, jaha tu,
Aur jaha, bus tere mere jazbaat hai,
Hogi jaha subah teri,
Palko ki, kirano mei,
Lori jaha chand ki,
Sune teri baaho mei..
Jaane naa kaha wo duniya hai,
Jaane naa wo hai bhi ya nahi,
Jahan meri zindagi mujhse,
Itni khafa nahi..
Saasein kho gayi hai kiski aahon mei,
Mei kho gayi hu jaane kiski baaho mei,
Manzilo se raahe doodhti chali,
Kho gayi hai manzil kahi raho mei..
Kahi to, kahi to,
Hai nasha..
Teri meri har mulaqaat mein,
Hoto se, hoto ko,
Chumte, o rehte hai hum har baat pe,
Kehti hai fiza jaha,
Teri zamin aasmaan..
Jaha hai tu, meri hassi,
Meri khushi, meri jaan…
Jaane naa kaha wo duniya hai,
Jaane naa wo hai bhi ya nahi,
Jahan meri zindagi mujhse,
Itni khafa nahi…
Megha Ganatra
Deep says:
Me too
.. kahin to.. kahin to..
Megha says:
lol.. yeh … i know ….
soham says:
Wah wah Shu vaat che !!
Bahu Saras – Bahu Saras